Zillat-E-Tanhai Se Ghabra K Aayi Hoon
Main Abhi Abhi Sheher-E-Wafa Se Aayi Hoon
Kuch Dair Hawa Ko Batoon Mein Lagaye Rakhna
Main Ghar Mein Ek Charagh Jala K Aayi Hoon
Uss Ne Pocha Hai Ehd-E-Wafa Nibhao Gay?
So Haathon Mein Quran Utha K Aayi Hoon
Wo Chahe To Ab Mujh Se Tark-E-Talluq Kar Le
Wo Meri Zindagi Hai Usay Bata K Aayi Hoon
Wo Ab Bhi Mujhy Anna Parast Samajhta Hai
Me Jisay Ro Ro Ke Mana K Aayi Hoon.....
No comments:
Post a Comment